Tamanna muddaton se hai Jamaal-e-Mustafa dekhoon
Tamanna muddaton se hai Jamaal-e-Mustafa dekhoon
Woh hai sabse pyaara nabi
Woh hai sabse pyaara nabi
Jiske hue bin dekhe sabhiJab husn tha unka jalva numa
Alvaar ka aalam kya hoga
Har koi fida bin dekhe hai
Didar ka alam kya hga
Ik simt ali ik simt umar
Siddique idhar usman udhar
In jag mag jag mag taron mai
Sarkar ka alam kya hoga
Har koi fida bin dekhe hai
Didar ka alam kya hoga
Jis waqt hleema ki godi
Anwar e khuda se roshan thi
Us waqt hleema daae ke
Ghr bar ka alam kya hga
Chahe toh ishare se apne
Kaya hi palat de duniya ki
Ye shan hai unke ghulamo ki
Sarkar kanalam kya hga
Sun sun ke sahaba ki baten
Mushrik imaan le aate the
Fir mere rasool e akram ke
Guftaar ka alam kya hga
Taiba se hawaye ati hain
Baikal io sukoon mil jta hai
Is paar ka jab ye alam hai
Us paar ka alam kya hoga
Kadmo mai jbeen ko rehne do
Chehre ka tasavur mushkil hai
Jab chand se roshan talwe hain
Rukhsar ka alam kya hoga
Jab husn tha unka jalwa numa
Anwar ka alam kya hoga
Har koi fida bin dekhe hai
Dedaar ka alam kya hoga
Gaflat se ham sabko bachane aa gya wo aa gaya
Noor Nabi ka dono jhan mai chha gaya hai chha gaya
Saare alam ko mehkaane aa gaya hai aa gaya
Sab ko raah e haq dikhaane aa gaya wo aagya
Apnaane ki hai sab ko zaroorat
Nabi ki sunat nabi ki seerat
Bas yahi hai wahid raah e jannat
Nabi ki sunat nahi ki seerat
Isi se roshan hogi turbat
Nabi ki sunat nabi ki seerat
Har taraf barse gi rehmat
Nabi ki sunat nabi ki seerat
Har kadam mai hogi barkat
Nabi ki sunat nabi ki serat
Bibi Amena ke phool جشنِ آمد رسول
Jasne amade Rasoole, Allah hi Allah
Bibi Amna ke phool, Allah hi AllahJab kay Sarkaar tashrief lane lage,
Hoero milma bhi gushian mana ne laqe
Har taraf noor ki rosheni chagayi
Mustafa kiya milay zindagi milgayi
Aie Halima teri goad mein aa gaye,
Dono alam ke Rasool, Allah hee Allah
Koi chehray ki tareef kernay laga
Koi zulfoun key tarif kernay laga
Aminah dekh ker muskuranay lagein
Hawwaa, Mariam bhi khushiyaan mananay lagein
Amina bibi sab say yeh kehnay lagein
Dua ho gayi qabool, Allah he Allah
Shadiyaanay kushi kay bajaye gaye
Shaad kay naghmay sab ko sunaye gaye
Har taraf shor Salealla ho gaya
Aaj peda Habib e Khuda ho gaya
Phir to Jibriel nay bhi yeh elaan kiya
Yeh Khuda kay hein Rasool, Allah hi Allah
Jashn-e-Aamade Rasool, Allah he Allah
Bibi Amna kay phool, Allah he Allah
Jashn e Amad e Rasool lyrics in Urdu/Arabic (جشنِ آمد رسول اللہ ہی اللہ)
جشنِ آمد رسول اللہ ہی اللہ
بی بی آمنہ كے پھول ، اللہ ہی اللہ
جب کے سرکا ر تشرییف لانے لگے ،
حورو غلما بھی خوشیاں منانے لگے
ہر طرف نور کی روشنی چھاگیٗ ،
مصطفی کیا ملے زندگی مل گیٗ
اے حلیمہ تیری گود میں آ گئے ،
دونوں آلم كے رسول ، اللہ ہی اللہ
کوئی چہرے کی تعریف کرنے لگا ،
کوئی زولفون کی تعریف کرنے لگا ،
آمینہ دیکھ کر مسکرانے لگیں ،
حاوا ، مریم بھی خوشیاں منانے لگیں ،
آمنہ بی بی سب سے یہ کہنے لگیں ،
دعا ہو گئی قبول ، اللہ ہے اللہ .
شادیاانے کشی کے بجائے گئے ،
شاد کے نغمے سب کو سنائے گئے ،
ہر طرف شور سالیالا ہو گیا ،
آج پیدا حبیب خدا ہو گیا ، .
پِھر تو جیبرییل نئے بھی یہ اعلان کیا ،
یہ خدا کے ہیں رسول ، اللہ ہی اللہ .
جشن Aامادی رسول ، اللہ ہے اللہ ،
بی بی آمنہ کے پھول ، اللہ ہے اللہ
Allah Allah Aghitsna
الله الله أغثنا يا رسول الله