Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein maujood hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Hai Nazar mein Jamaale Habibe Khuda,
Unki Tasweer Seene mein Maujud hai,
Jisne laakar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein maujood hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai
Phool khilte hein pad kar ke Salle Ala,
Jhoom kar keh rahi hai ye baad-e-sabaa,
Aisi Khushbu Chaman ke Ghulon mein kahaa.n,
Jo Nabi ke Pasine mein Moujud hai,
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein maujood hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Chhodna Tera Taybah gawaara nahi.n,
Saari Duniya mein Aisa Nazaara nahin,
Aisa Manzar Zamaane ne dekha nahin,
Jaisa Manzar Madine mein Moujud hai,
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein moujud hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Hamne maana ke Jannat bahot hai hasee.n,
Chhod kar Ham Madina na jaye.n kahi.n,
Yun to Jannat mein sab hai Madina nahi.n,
Aur Jannat Madine me.n Moujud hai,
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein moujud hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Be-sahaaron ko seene se lipta liya,
Jisne Jo Maanaga Usko ata kar diya,
Wo Fakiron ke Afsar Shahe Ambiya,
Wo Shahenshah Madine mein Maujud hai,
Humne Aankhon se dekha nahin hai Magar,
Unki Tasweer seene mein moujud hai,
Jisne laa kar Kalaame Ilaahi diya,
Wo Muhammad Madine mein Moujud hai,
Special:
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
hai nazar me.n jamaal-e-habiib-e-KHuda,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
phuul khilte he.n pa.D karke salle-'alaa,
jhuum kar keh rahi hai baaG-e-sabaa,
aisi KHushbuu chaman ke gulo.n me.n nahi.n,
jo nabi ke pasiine me.n maujuud hai,
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
chho.Dnaa tera taibaah gavaaraa nahi.n,
saare 'aalam me.n aisa nazaaraa nahi.n,
aisa manzar zamaane ne dekha nahi.n,
jaisa manzar madine me.n maujuud hai,
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
humne maana ke jannat bahut hai hasii.n,
chhod kar madina ham na jaa.e.n kahii.n,
yun to jannat me.n sab hai madina nahi.n,
aur jannat madine me.n maujuud hai,
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
be-sahaaron ko siine se lipta liyaa,
jisne jo maa.ngaa usko ataa kar diyaa,
wo fakio.n ke afsar shahe ambiyaa,
wo shahenshaah madine me.n maujuud hai,
humne aa.nkho.n se dekha nahi.n hai magar,
unki taswiir siine me.n maujuud hai,
jis ne laa kar kalaam-e-ilaahii diya,
wo mohammad madine me.n maujuud hai,
Hindi(हिंदी):
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनका जलवा तो सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
है नज़र में जमाले हबीबे खुदा
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने लाके कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
फूल खिलते हैं पढ़ कर के सल्ले अला
झूम कर कह रही है ये बागे सबा
ऐसी खुशबु चमन के गुलों में नहीं
जो नबी के पसीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
छोड़ना तेरा तयबह गवारा नहीं
सारे आलम में ऐसा नज़ारा नहीं
ऐसा मंज़र ज़माने में देखा नहीं
जैसा मंज़र मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
हमने माना के जन्नत बहोत है हसीं
छोड़ कर हम मदीना न जाएँ कहीं
यूँ जो जन्नत में सब है मदीना नहीं
और जन्नत मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
बेसहारों को सीने में लिपटा लिया
जिसने जो माँगा उसको अता कर दिया
वो फकीरों के अफसर शहे अम्बिया
वो शहंशाह मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलामे इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
:اردو
ہمنے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تَسوِیر سینے میں مَوجُود ہے
جسنے لاکر کلام اِلٰہی دیا
وو محمّد مدینے میں مَوجُود ہے
ہمنے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکا جلوہ تو سینے میں مَوجُود ہے
جسنے لاکر کلام اِلٰہی دیا
وو محمّد مدینے میں مَوجُود ہے
ہے نظر میں جمال حبیبِ خدا
انکی تَسوِیر سینے میں مَوجُود ہے
جسنے لاکر کلام اِلٰہی دیا
وو محمّد مدینے میں مَوجُود ہے
پُھول کھلتے ہیں پڑ کر کے صلّ عَلا
جھوم کر کہ رہی ہے یہ باغ صبا
ایسی خوشبو چمن کے گلوں میں نہیں
جو نبی کے پسینے میں مَوجُود ہے
چھوڑنا تیرا طیبہ گوارا نہیں
سارے عالَم میں ایسا نَظارا نہیں
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینے میں مَوجُود ہے
ہمنے مانا کے جنّت بھوت ہے حسیں
چھوڑ کر ہم مدینہ نہ جائیں کہیں
یوں تو جنّت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنّت مدینے میں مَوجُود ہے
بے سہاروں کو سِینے میں لپٹا لیا
جسنے جو مانگا اسکو اتا کر دیا
وہ فقیروں کے افسر شھ اَمْبِیا
وہ شَہَنْشَہ مدینے میں مَوجُود ہے
No comments:
Post a Comment